Table of Contents
HDFC Bank Personal Loan
Namashkar doston swagat hai aapka hamari aaj ki ek aur post mein jisme aaj hum aapko hdfc bank ke dwara diye jane wale personal loan ki jankari dene wale hai. aaj hum aapko btayege, ki aapko hdfc bank se kitne tak ka personal loan mil sakta hai? aapko loan par kitna interest rate dekhne ko milta hai? aapko jo loan milega , us loan par aapko kitna tenure rate lgaya jane wala hai? ye sab aaj ki is post mein hum aapko btane wale hai. to aap hamri is post ko ant tak padhe ki aapko sarin jankari ho jaye ki aap HDFC Bank se kaise loan le sakte hai? to chaliye shuru karte hai. sabse pehle ki aap ki aapko HDFC Bank se kitna loan mil sakta hai?
HDFC Bank Personal Loan Loan Amount
To aapko hum bta de ki HDFC Bank Ke dwara aapko jo loan milega weh aapko 50,000 se lekar 40 lakh tak ka dekhne ko mil sakta hai.
Also Read -: Lend U Loan App Se Loan Kaise Le | Lend U Loan App Interest Rate | Lend U Loan App Review
HDFC Bank Personal Loan Interest Rate
ADVERTISEMENT
Aapko HDFC Bank se kam se kam 10.5% ka interest dekhne ko milega. aapko maximum 21% ka interest rate dekhne ko mil jata hai.
Also Read -: Google Pay Se Loan Kaise Le Sakte Hain ? Google Pay Loan Apply Online
ADVERTISEMENT
HDFC Bank Personal Loan Tenure Rate
HDFC Bank se aapko kam se kam 1 saal ka personal loan dekhne ko mil jayega. aur wahi baat kare ki apako yhan se maximum 5 saal tak ka loan dekhne ko mil sakta hai.
Also Read -: Lazypay Personal Loan Kaise Le : LazyPay Instant Personal Loan App Review
HDFC Bank Personal Loan Features
HDFC Bank lene par aapko kuch features dekhne ko mil jate hai.
- Sabse pehle ki aap loan lene ke liye eligibility 1 minute mein online check kar sakte hai.
- Agr aap pre approved customer hai to aapko hum bta den ki aapko yhan se 10 sec mein loan dekhne ko mil jata hai.
- Appko loan 4 working days mein mil sakta hai.
Also Read -: PhonePe Loan Kaise Milta Hai : PhonePe Loan Kaise Le – PhonePe Loan
HDFC Bank Personal Loan Eligilibity Criteria
- Aapki Age 21 saal se lekar 60 sal ke bich mein honi chahiye.
- Aapki salary 25,000 se jyada honi chahiye.
Also Read -: Fabindia SBI Card Kaise Apply Kare : Fabindia SBI Card Review
HDFC Bank Personal Loan Documents
- Aapko Identity proof jisme copy of passport/voter ID card/driving license/Aadhaar aa sakte hai. aunki jarurat padh sakti hai.
- Address proof ke liye aap copy of passport/voter ID card/driving license/Aadhaar use kar sakte hai.
- Aapko Bank statement ki need hogi jo 3 months old ho sakti hai. Aapko 6 Mahine purani paas book ki need bhi hogi.
- Two latest salary slip/current dated salary certificate with the latest Form 16
HDFC Bank Personal Loan Kaise Le ?
- Sabse pehle to aapko bank ki website mein jana hai
- jisken liye aapko google pe HDFC BANK PERSONAL LOAN likhna hai , aur pehle link par click kar dena hai.
- Fir aapko apne mobile no. se log in kar dena hai.
- agar to aap purane customer hote hai, jinhone pehle se koi loan liya hota hai. to apako loan 10 nsec mein hi de diya jata hai.
- aur agar aap pehli loan lene wale hai to aapko ye loan kuch samay mein mil jata hai.
Apply Now -: HDFC Bank Personal Loan Apply
To aapko HDFC Bank se personal loan is tarahs e mil sakta hai. to aaj ki is post mein itna hi gar to aapko hmari aaj ki ye post achi lgi ho to aap hamein comments mein bta sakte hai. aur agr to aapko aur bhi bank ki jankari chahiye to aap wo bhi le sakte hai.