ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

HDFC Home Loan Se Loan Kaise Le | HDFC Home Loan Review 2023

HDFC Home Loan Se Loan Kaise Le | HDFC Home Loan Review 2023

Please Share With Your Friends

HDFC Home Loan

Aap sabhi ko jaise pta hi hai ki Home kewal rehne ki jagah nhi hoti hai, balki ye kisi ka dream bhi hota hai. Apne Ghar ki jaise koi Jagh nhi hoti hai So, HDFC Home Loan se home loan lekar aap apne is kharche ko pura kar sakte hai. Aaj ke is article mein ham HDFC Home Loan ke bare mein jo bhi jankari Jaruri Hogi vah aapko Denge and aap se bhi nivedan hai ki Aap Hamare is article ko last tak Jarur padhna aur Agar aapka koi Sawal ho to vah niche comment section Mein poochh sakte hain.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

 

HDFC Home Loan Interest Rate | HDFC Bank Home Loan Interest Rate 2023

HDFC Home Loan mein aapko Special Home Loan par 8.50% – 9.00% ka interest rate lgaya jata hai. Yhan se agar aap Standard Home Loan lete hai to aapko 8.70% – 9.60% ka interest lgaya jata hai.

ADVERTISEMENT

ALSO READ :- Candy Cash Loan App Se Loan Kaise Le | Candy Cash Loan App Review 2023

HDFC Home Loan Eligibility Criteria

  1. Aap indian resident ya NRI hone chahiye.
  2. Aapki age 21-65 years ki honi chahiye.
  3. Aap salaried or Self-Employed Hone Chahiye.
  4. Aap loan 30 Saal ke liye mil sakta hai.

HDFC Home Loan Loan Amount

HDFC Home Loan se aapko kam se kam Rs.10,000 & jayda se jyada Rs.1 Crore Tak Ka loan mil sakta hai & again ye dwara liye gye loan ki type par depend karta hai.

ALSO READ :- Punjab National Bank Home Loan Se Loan Kaise Le |Punjab National Bank Home Loan Review 2023

HDFC Home Loan Tenure Rate

HDFC Home Loan mein aapko 30 Years ke liye loan mil sakta hai.

ALSO READ :-MoneyFy Loan App Se Loan Kaise Le | MoneyFy Loan App Review 2023

HDFC Home Loan Processing Fees

HDFC Home Loan mein aapko 0.50% OR Maximum Rs. 3,000 ki processing fees lgayi jati hai

ALSO READ :-Axis Bank Home Loan Se Loan Kaise Le | Axis Bank Home Loan Review 2023

HDFC Home Loan Documents Required

  • PAN CARD
  • Address Proof ke liye aap PassPort Ka Use kar sakte hai.
  • Driving License.
  • Voter Card.
  • Aadhar Card.

ALSO READ :-Cash Pity Loan App Se Loan Kaise Le | Cash Pity Loan App Review 2023

HDFC Home Loan Apply Online | HDFC BANK Se Home Loan Kaise Le?

  1. First of aapko HDFC BANK ki website par jana hoga.
  2. Iske baad aapko application form fill karna hai.
  3. Now, aapko Required documents ko submit karna hoga.
  4. Iske baad HDFC BANK ki team aapki loan application ko verify karegi.
  5. And agar aapko koi anay documents dena hoga weh bhi aapko pta chal jayega.
  6. Ek baar aapki application ko approve kar diya jata hai , then aapke loan ki rashi builder & seller ko direct de di jayegi.

ALSO READ :-DMI Finance Loan App Se Loan Kaise Le | DMI Finance Loan App Review 2023

HDFC Home Loan Conclusion

HDFC Home Loan mein aapko alag-alag home loan alag-alag interest rate par milta hai. Aapko kam se kam byaj dar par loan mil sakta hai lekin iske liye aapka Credit Score/history acchi honi chahiye. To Agr doston aap kisi home loan ki talaash mein hai to aapko HDFC Home Loan ko jarur dekhna chahiye.

ALSO READ :-SalaryDay Loan App Se Loan Kaise Le | SalaryDay Loan App Review 2023

HDFC Home Loan FAQ

HDFC Home Loan Mein Aapko Abhi Kitne % ka interest Rate lgaya jata hai?

8.60% – 9.60%.

Mujhe 20 Lakh se Loan Lene Par Kitne Ki EMI deni hoti hai?

Rs.17,610.

HDFC Home Loan Aapko 90% Ka Loan de Sakta Hai?

Yes! Aapko HDFC Home Loan mein 90% ka Home Loan Mil sakta hai.

Kya 100% Home Loan Possible Hai?

Ji Nhi!.

ALSO READ :-ICICI BANK Home Loan Se Loan Kaise Le | ICICI BANK Home Loan Review 2023

 


Please Share With Your Friends

ADVERTISEMENT

About PhoneKaLoan Admin

Namaskar Dosto Mera Naam G.B hai mei ek YouTuber, Entrepreneur, Digital Marketer Aur Influencer Ap Sabhi Ka Bohut Bohut Swagat Hai Humari Blog Par "Phonekaloan.in" Mei Yahan Par Instant Online Loan, Home Loan, Personal Loan, Credit Card Loan, Education Loan, Gold Loan, Business Loan, Bike Loan, Car Loan, Home Loan, Aadhar Card Loan App & Pan Card Loan App Related ke post main har roz deta hu । agar apko humari post pasand aiye toh jarur Subscribe kijiyega .

Check Also

Early Salary Loan App Se Loan Kaise Le | Early Salary Loan App Review 2023

Early Salary Loan App Se Loan Kaise Le | Early Salary Loan App Review 2023

Please Share With Your FriendsEarly Salary Loan App ADVERTISEMENT Early Salary Loan App ek aisa …

RupeeApp Loan App Se Loan Kaise Le | RupeeApp Loan App Review 2023

RupeeApp Loan App Se Loan Kaise Le | RupeeApp Loan App Review 2023

Please Share With Your FriendsRupeeApp Loan App ADVERTISEMENT Aaj ke is post mein hum aapko …

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT