ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ICICI Bank Personal Loan Kaise Le : ICICI Bank Se Personal Loan Kaise Lete Hai

Please Share With Your Friends

Namaskar doston aap sabhi ko Swagat Hai Hamari Ek Aur naya post mein . Ess post Mein Ham aapko bataenge ICICI bank se personal loan Kaise Lete Hai. Paison ki jarurat kise Nahin Hoti Hai Dostoon . sabhi ko paison ki problem Hoti Hai emergency hoti hai aur Ess emergency ko pura karne ke liye Hum e banko se Udhar ya loan Lena padta hai. ICICI Bank personal loan aapko ₹50000 Se ₹25,00,000 lakh tak ki loan Ghar Baithe online/offline Deta Hai . Aur Ess bank se loan aap 5 sal ke liye Le sakte ho matlab 72 Mahina Tak Ap personal loan ICICI Bank dwara Le sakte ho . Interest Rates Ki Agar Baat Kare Toh 10.25% Ki Hoti Hai . Lowest EMI Yahan ₹940 Rupay Se Shuru Ho Jati Hai. Toh Chaliye Ap Logon Ko Batayenge Ab Kaise Ap Log ICICI Bank Se Personal Loan Avedan kar Paoge Eligibility Criteria , Interest Rates , Documents , Apply Process Kya Hai Sabhi Jankari

Read Also – PhonePe Loan : PhonePe Loan Kaise Milta Hai – PhonePe Loan Kaise Le

ICICI BANK PERSONAL LOAN FEATURES

ICICI BANK PERSONAL LOAN

  1.  ICICI Bank personal loan 50000 rupees se 25 lakh tak ki loan provide karte hai .
  2. ICICI Bank per 72 Mahine Ke Liye Personal Loan Ko Le Sakte Ho.
  3. ₹940 Rs Se Shuru Ho Jate Hai Yahan Sabse Lowest EMI Per Lakh Mei.
  4. Interest Rates Shuru Ho Jate Hai ICICI BANK Se 10.50% se .
  5. Fastest Loan Disbursement Within 72 Hour .
  6. Online/Offline Both Apply Process Are Available in ICICI Bank Personal Loan .
  7. Online Application Submit Within 5 Minutes Process .
  8. Online Anyone Easily Applying Personal Loan ICICI Bank Simple Some Step .
  9. Loan Apply 100% Paperless Also . simple e-KYC Step .
  10. ICICI Bank Provide Personal Loan Self Employed Or Salaried Individual.
  11. . Latest 3 Month Salary Slip Needed & Bank Statement Bhi Lagega ICICI Bank Loan Lene Ke Liye .

Read Also – ICICI Bank Gold Loan – आईसीआईसीआई गोल्ड लोन इन हिंदी

ICICI Bank Se Personal Loan Kitna Le Sakte Hai ? (ICICI Bank Personal Loan Amount )

ADVERTISEMENT

Doston Bharat ki baat Karen Toh Bharat mein sabse best bank mein se ek Bank ICICI Bank hai aur ICICI Bank Mein personal loan Kaise le yah Blog Mein Bata rahe hain . Abhi baat karte hain ICICI Bank personal loan Ham Kitna Le sakte hain Toh aap apne eligibility ki hisab se Le sakte ho . jo ki kam se kam 50,000 Rupaiya aur Jyada Se Jyada 25,00,000 lakh rupaye Tak ICICI bank se personal loan liya Ja sakta hai . yah Loan aap aavedan online or offline donon tarike se kar sakte ho . online ke liye aapko ICICI Bank application yah website se karne Honge aur bank se karne ke liye aapko form Bhar Ke Jama karna hoga Bank ya nazdiki branch se .

ICICI Bank Se Personal Loan Kitne Din Ke Liye Milta Hai ( ICICI Bank Personal Loan Tenure )

ICICI Bank personal loan Ham kitne din ke liye Le sakte hain yah kitne din ke liye Milta Hai . Toh aapko Bata Dun doston yahan se aap loan 12 mahine Se Lekar 72 mahine Tak ke liye Le sakte hain Jyada se Jyada Samay hum e mil jate hai ICICI Bank Personal Loan Lene Ke Liye . ICICI Bank Personal Loan Ke Liye Agar Ap Ek Salaried Individual Ho Ya BusinessMan Ho Toh Asani Se Ap Le Sakte Ho Ess Bank Dwara Loan .

ADVERTISEMENT

Read Also – PhonePe Loan Kaise Milta Hai : PhonePe Loan Kaise Le – PhonePe Loan

ICICI Bank Personal Loan Lene Ke Liye Interest Rates Kitna Dena Padhta Hai

Doston ICICI Bank personal loan ke liye aapko jo pyar kar dena padta hai  I Mean Interest Rates Woh Apki 10.55% Per Annum Se Start Ho Jate Hai Aur Jyada Se Jyada 18.00% Tak Ki Interest Rates ICICI Bank Personal Loan Lene Ke Liye Lete Hai . Yeh Interest Rates Depend Karta Hai Apki Risk Profile Ke Upar . Agar Ap ICICI Bank Se Personal Loan Lete Hai Toh Apko Kam Se Kam 10.55% Se Byaj Dar Lag Sakte hai.

ICICI Bank Personal Loan Lene Ke Liye Documents Recruitment ?

ICICI BANK PERSONAL LOAN

  • List Of Document For Salaried 

A ) Proof Of Identity :- Proof Of Identity Ke Liye Ap Apni Passport , Driving License , Aadhar Card Or Pan Card De Sakte Ho .

B ) Proof Of Address :- Proof Of Residence Ke Liye Ap Aadhar Card , Pan Card , voter Card , Electronic Bill , Gas Bill De Sakte Ho .

C ) Bank Statement :- Bank Ki Latest 3 Mahine Ki Statements Bhi Apko ICICI Bank Personal Loan Lene Ke Liye Lag Jayega . ( Jis Account Mei Apki Salary Credit Hote Hai Wahin Account )

D ) Salary Slip :- Last 3 Month Ki Latest Pay Slip Apko Deni Padegi ICICI Bank Personal Loan Lene Ke Liye .

E ) 2 Copy Current Passport Size Photo Bhi Dene Honge Apko .

  • List Of Documents For Self Employed Or Individuals

A ) KYC Documents :- Apki Koi Bhi Identity Proof , Aadhar Card , Pan Card , Address Proof Residential Proof Dena Ho Sakta Hai .

B ) Proof Of Residence :- aapko Yahan per aap ko Yahan per proof of address jaise Apki Electronic Bill , Utility Bill , Aadhar Card , Ration Card , Voter Card Yeh sabhi mei se Koi Ek Document Dena Padega.

C ) Income Proof :- Income Proof Ke Liye Ap Apna Latest 2 Saal Ki ITR File Audited Financial Year Ki Proof Deni Padegi .

D ) Bank Statement :- Last 6 Month Ki Bank Statement Apko ICICI Bank Personal Loan Lene Ke Liye Dena Padh Sakta Hai .

E ) Iske Sath Sath Apko ICICI Bank Se Personal Loan Lene Ke Liye Apki Business Ki Proof , Property Documents , Business Proof Aur Documents Dikhana Ho Sakta Hai .

ICICI Bank Se Personal Loan Lene Ke Liye Eligibility Criteria

ICICI BANK PERSONAL LOAN

ADVERTISEMENT

  1. ICICI bank se personal loan lene ke liye eligibility criteria Baat karen to sabse pahle aapko Ek Indian resident Jarur Hona chahie agar aap ek Bhartiya Nagrik Honge tabhi jakar aap Bharat ki Bank ICICI bank se loan aavedan kar sakte Ho .
  2. Aapki Umra 23 sal ke upar aur 58 Year Ki Niche Ki honi chahie .
  3. Agar Ap Ek Salaried Person Hai Bharat Ke Kisi Non Metro City Se Hai Toh Apki Salary ₹17500 Rs Ki Minimum Honi Chaiye Aur Agar Ap Metro Town Se Belong Karte Hai toh Apki Salary ₹25000 Ki Honi Chaiye . ( For Salaried Person )
  4. ICICI Bank Personal Loan Lene Ke Liye Apki Job Experience Kam Se Kam 1 Saal Ki Honi Chaiye . (For Salaried Person )
  5. Agar Ap Ek Individual Aur Businessman Hai Toh apke Liye Eligibility Criteria Thoda Alag Hai jaise Apke Sath ICICI Bank Ki Kam Se Kam 1 Saal ki Relationship Honi Chaiye . Aur Apki Kam Se Kam Umra 28 Saal Ki Hona Padega Air Jyada Se Jyada 65 Saal Tak Ap Le Sakte Ho .
  6. Aur agar aap ek doctor ho to Aapka kam se kam Umra 28 Sal aur Jyada Se Jyada aap 60 sal ke liye Le sakte ho .
  7. Dosto Agar Ap Ek professional kam karte hain aur aap ek doctor yah Chartered  Accountant hai to aap ka annual turnover  15 lakh ki Upar Hona chahie. Aur dusra agar aap ek business man hai toh aapke liye annual turnover 40 lakh rupaye se Upar Hona chahie.

ICICI Bank Se Personal Loan Lene Ke Liye Fees & Charges

ICICI bank se personal loan lene ke liye jo bhi fees and charges lagta hai vajah Se Kya aapka processing fees , GST , Bounce Charges , Penalty Charges , File Charges Etc. Processing fees Ki Baat karen toh 2%  Se Lekar 5% tak ki processing fees ICICI Bank personal loan lene ke liye lag sakta hai . aur iske sath GST aur Baki chij Apko  charges Dena padh sakta hai .

Read Also – Dhani One Freedom Card Kya Hai : Dhani One Freedom Card Apply Online

ICICI Bank Personal Loan Kaise Le ( ICICI Bank Personal Loan How To Apply Online Or Offline )

ICICI BANK PERSONAL LOAN

  • Online Apply ICICI Bank Personal Loan

Sabse pahle ate Hai doston ICICI Bank personal loan ke liye online kaise aavedan kiya jaaye. Toh online ke liye aapko bas ICICI Bank ki office mein Jana Hoga aur Jahan se aap ICICI Bank personal loan ko aavedan kar sakte ho .aap Chaho to call back bhi kara Sakte aur Unki jo bhi Adhikariyon Honge Woh aapko personal loan kaise aavedan karna hai full process bataega aur aap Chaho to ICICI Bank ki official site mein jakar Khud application ko submit kar sakte ho. Apply Here :- icicibank.com

  • Offline Apply ICICI Bank Personal Loan

ICICI Bank personal loan offline lene ke liye aapko nazdiki branch Mein Jana Hoga . aur sath mein sari documents aur jo bhi aapko dastavej  ki jarurat hai jaise ki bank statement, aapke identity Proof, aapki residence Proof , aapki income proof , aur sath mein aapki Bank ki Passbook , salary slip , Aur Sabhi Jankari aapko dena hai Jama karna hai application form ke sath. tabhi jakar aap ko aasani se ICICI Bank personal loan submission ho jaega Offline Bank Ke Dwara .

ICICI Bank Customer Care Number Kya Hai ?

1860 120 7777 ( Toll Free Number )  Chennai 044 33667777 Kolkata 033 33667777 Mumbai 022 33667777 Delhi 011 33667777 Domestic Customers Travelling Overseas +91-40-7140 3333

Doston aaj ki post ko Yahan per hi samapt karna Chahunga ummid hai aapko ICICI Bank personal loan Lene Mein Suvidha Hoga Ess blog ko padhakar .  blog ke liye Hamen subscribe Karen phonekaloan.in ko aur tab tak ke liye Chalte Jay Hind Jay Bharat Vande Mataram .


Please Share With Your Friends

ADVERTISEMENT

About PhoneKaLoan Admin

Namaskar Dosto Mera Naam G.B hai mei ek YouTuber, Entrepreneur, Digital Marketer Aur Influencer Ap Sabhi Ka Bohut Bohut Swagat Hai Humari Blog Par "Phonekaloan.in" Mei Yahan Par Instant Online Loan, Home Loan, Personal Loan, Credit Card Loan, Education Loan, Gold Loan, Business Loan, Bike Loan, Car Loan, Home Loan, Aadhar Card Loan App & Pan Card Loan App Related ke post main har roz deta hu । agar apko humari post pasand aiye toh jarur Subscribe kijiyega .

Check Also

Kredito24 Loan Se Loan Kaise Le | Kredito24 Loan Review 2023

Kredito24 Loan Se Loan Kaise Le | Kredito24 Loan Review 2023

Please Share With Your FriendsKredito24 Loan Kredito24 Loan ek loan providing website hai, Yhan se …

Insta Money Loan App Se Loan Kaise Le | Insta Money Loan App Review 2023

Insta Money Loan App Se Loan Kaise Le | Insta Money Loan App Review 2023

Please Share With Your FriendsInsta Money Loan App Insta Money Loan App India ka sabse …

ADVERTISEMENT

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT