Table of Contents
IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD
Namshkar doston ! swagat hai aapka hmari aaj ki is post mein. to doston , kya aap bhi ye chahte hai , ki aap ek railway ticket book karwaye aur un par aapko discount mil jaye? to ab ye aapko ek credit card ke dwara mil sakta hai. to aja hum baat karne wale hai ek aise credit card ki jhan se apako 10% tak ka discount dekhne ko mil jayega agar aap koi bhi train ticket book karwate hai. For example -: agar aap IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD se 1000 rupay ki ticket books karwate hai to apako is card ke dwara 10% yaani 100 rupaye ka discount mil jayega. wahi agar aap 10 logo ke liye ticket book karwate hai, to aapko 1000 rupay tak ka discount mil jayega. To aaj hum apako IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD ke baare mein jankari denge. IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD kya hai? IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD ke benefits kya kya hai? IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD ke liye online apply kaise kare? IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD se judi hui har baar apako aaj ki is post mein hum aapko btane wale hai. to aap hmari is post ko plz ant tak padhe! to sabse pehle baat kar lete hai ki IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD kya hai?
Also Read -: Mobile Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate , Apply Online?
IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD KYA HAI?
IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD se credit card hai jo SBI bank ke dwara nikala gya hai, or is card ke hisab se aapko train ticket ke price par discount mil jata hai.
IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD BENEFITS
ADVERTISEMENT
Aapko yhan se jo benefits dekhne ko mil jate hai. unki jankari hmne aapko niche btayi hai.
- Sabse pehle to agar apa IRCTC ki website se koi ticket book karwate hai, to aapkoun ticket ki price ppar 10% ka discount mil jata hai.
- Aapko jo transaction charges lgaye jate hai, un par aapko 1% ka discount dekhne ko mil jata hai.
- Is Card ke dwara aapko 1& ka fuel surchage waiver bhi dekhne ko mil jata hai. Ye waiver aapko tab dekhne ko milega yadi aap 500 rupay se lekar 3000 tak ka Fuel bharwate hai.
- Aapko ek saal mein 4 railway lounge bhi dekhne ko milti hai.
- Aapko IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD se har 125 rupay kharch karne par 1 Reward Point Diya jata hai.
Also Read -: AceGain Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate , Apply Online !
ADVERTISEMENT
IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD FEES & CHARGES?
- Is Card ko lene ke baad apako Anually 500 rupay ki fees dekhne ko milti hai, jinme aapko TAX bhi lgaya jayega.
- Aapko 300 rupay ki renewal fees bhi dekhne ko mil jati hai. Jise aapko Saal mein ek baar deni hogi.
IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD APPLY KAISE KARE?
- Sabse pehle aapne IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD ki website mein jana hai.
- Fir , jaise aapko niche dikh rha hai, un jankari ko bharna hai.
Also Read -: Swipe Credit Loan App Loan Apply , Interest Rate , Tenure Rate
aapne jo mibile no. deiy hai uspar apko jo OTP ayega, apane wo OTP bharna hai ur fir aap is IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD ke liye Apply kar sakte hai.
Also Read -: Dhani One Freedom Card Kya Hai : Dhani One Freedom Card Apply Online
to ssj ki is post mein hmne jana ki IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD kya hai? IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD ke liye Apply kaise kare? IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD ke benefits kya hai? to agr to apa hmari is post ko acha mante hai to apne doston tak hmari post ko jarur share kare. to hum milte hai aapko agli post mein tab tak ke liye JAI HINDI.
Also Read -: Bullet Pay Later Card Kaise Le