ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le | Review & Apply Online |

Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le | Review & Apply Online |

Please Share With Your Friends

Lenditt Loan App

Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le, Lenditt Loan App Loan Amount, Lenditt Loan App Interest Rate, Lenditt Loan App Tenure Rate, Lenditt Loan App Eligbility, Lenditt Loan App Documents. To Chaliye Sabse Pehle Baat kar lete hai ki aap Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le Sakte Ho?

ADVERTISEMENT

Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le?

Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le?

  1. Sabse Pahle Aapko Google Play Store Se Isko Download Karna Hai.
  2. Iske Bad Aapane Is Application Ko Sari Permission De Deni Hai.
  3. Now Aapane Ismein Sign Up Karna Hai Aur Agar To Apne Pahle Se Sign Up Kiya Hua Hai To Aap Login Bhi Kar Sakte Hai.
  4. Iske Bad Aapane Terms And Condition Ko Accept Karke Aage Badhana Hai.
  5. Iske Bad Aapane Apni City Ka Naam Bharna Hai. Aapko Dhyan Rakhna Hai Ki Aap Jis City Mein Rahte Ho Use City Mein Yah Company Loan Deti Ho.
  6. Fir Aapke Samne Ek Popup Aaega Jismein Aapko Yah Poochha Jaega Ki Aap Loan Ke Liye Eligible Hai Ya Nahin Hai. Jiske According Agar Aapki Salary ₹20000 Se Kam Hai To Aap Loan Ke Liye Eligible Nahin Honge.
  7. So Agar Aapki Salary 20000 Rupya Hai To Aap ‘I M ELigible’ Per Click Karke Aage Badhenge.
  8. Ab Apne Apna Naam Bharna Hai Kiske Bad Aapane Apna Mobile Number Bhar Dena Hai.
  9. Ab Jo Bhi Mobile Number Bharenge Use Per Otp Aaega Aapane Use Otp Ko Is Application Mein Bharkar Apne Mobile Number Ko Verify Kar Lena Hai.
  10. Ab Aapne Ek Email Id Bharni Hai Jis Per Otp Aaega Use Otp Ko Aapane Is Application Mein Bhar Ke Apni Email Id Ko Bhi Verify Kar Lena Hai.
  11. Iske Bad Aapane Ek Selfie Khinchni Hai Selfie Khinch Kar Aapane Yahan Per Is Application Mein Upload Kar Deni Hai.
  12. Fir Aapane Apne Company Ka Naam Bhar Dena Hai Jahan Per Aap Kam Karte Hain Aur Aapane Apni Work Location Ko Pin Kar Dena Hai.
  13. Ab Aapane Pichhle Mahine Ki Salary Slip Ko Upload Karna Hai.
  14. Iske Bad Aapane Kyc Verification Karni Hai.
  15. Aur Aapane Apne Bank Account Ki Details Bhar Deni Hai Jiske Liye Aapko Apni Passbook Ki Photo Bhejni Hogi.
  16. Iske Bad Doston Agar Aap Loan Ke Liye Eligible Honge To Aapko Loan Aapke Bank Khate Mein Transfer Kar Diya Jaega.

ADVERTISEMENT

Lenditt Loan App Loan Amount

Lenditt Loan App Loan Amount

Is application se aap ₹10,000-₹50,000 ka loan le sakte hai.

ADVERTISEMENT

Must Read -: Financial Cash Loan App Se Loan Kaise Le | Review, Interest Rate

Lenditt Loan App Interest Rate

To Doston Lenditt Loan App Yadi Aap Loan Ke Liye Aavedan Karte Hain To Aapko Yahan Se Jyada se jyada 0%-30% ka interest rate lgaya jata hai.

Loan Per Lagaye Jaane Wale Interest Rate Ke Bare Mein Jaan Lene Ke Bad Ab Ham Baat Kar Lete Hain Ki Aapko Yahan Se Loan Lene Ke Liye Kaun Kaun Se Mukhya Dastavej Ki Jarurat Hogi.

Must Read -: Snapmint Loan App Se Loan Kaise Le | Snapmint Loan App

Lenditt Loan App Documents

  1. PAN Card
  2. Election card or driving license
  3. Aadhaar Card
  4. Salary Slip
  5. Salary Account Bank Statement
  6. Rent Agreement

Must Read -: Revfin App Se Loan Kaise Le | Revfin App Interest Rate, Review |

Lenditt Loan App Eligibility Criteria

  • Lendditt Loan App Se Loan Lene Ke Liye aapki Monthly Salary 20,000 Honi Chahiye.
  • Aap ek salaried individual hone chahiye.
  • Aapke age 21 years ki honi chahiye.
  • Agar aap loan lena chahte hai to aapko Bangalore, Mumbai, Navi Mumbai, Pune, Thane, Hyderabad, Chennai, Ahmedabad, Nagpur, Coimbatore, Kochi, Jamshedpur, Nashik mein se kissi city kqa Resident hona hoga.

Must Read -: Finnable Loan App Se Loan Kaise Le | Finnable Loan App Interest |

Lenditt Loan App Tenure Rate

Lenditt Loan App Se Yadi Aap Loan Lena Chahte Hain To Aapko Yahan Se Kam Se Kam Loan 3 Mahine Ke Liye Diya Jaega. Baat Karen Adhik Se Adhik Samay Ki To Aapko Yah Loan 6 mahine ke liye de diya jata hai.

Lenditt Loan App FAQs

ADVERTISEMENT

Lenditt Loan App FAQs

Lenditt Loan App Loan Amount?

Lenditt Loan App se ₹10,000-₹50,000 tak ka loan mil sakta hai.

Must Read -: Airtel Axis Credit Card Apply Online | Benefits | Apply Online |

Lenditt Loan App se kitne byaj par loan milta hai?

Lenditt Loan App se aap 0%-30% byaj se loan le sakte hai.

Must Read -: TVS Credit Saathi App Se Loan Kaise Le | TVS Credit Review |

Lenditt Loan App mein apako kitna tenure rate dekhne ko mil jata hai.

Lenditt Loan App mein aap 3-6 mahine ke liye loan le sakte hai.

Must Read -: RBL Bank Personal Loan Apply Online | Interest Rate | Review |


Please Share With Your Friends

ADVERTISEMENT

About PhoneKaLoan Admin

Namaskar Dosto Mera Naam G.B hai mei ek YouTuber, Entrepreneur, Digital Marketer Aur Influencer Ap Sabhi Ka Bohut Bohut Swagat Hai Humari Blog Par "Phonekaloan.in" Mei Yahan Par Instant Online Loan, Home Loan, Personal Loan, Credit Card Loan, Education Loan, Gold Loan, Business Loan, Bike Loan, Car Loan, Home Loan, Aadhar Card Loan App & Pan Card Loan App Related ke post main har roz deta hu । agar apko humari post pasand aiye toh jarur Subscribe kijiyega .

Check Also

Early Salary Loan App Se Loan Kaise Le | Early Salary Loan App Review 2023

Early Salary Loan App Se Loan Kaise Le | Early Salary Loan App Review 2023

Please Share With Your FriendsEarly Salary Loan App ADVERTISEMENT Early Salary Loan App ek aisa …

RupeeApp Loan App Se Loan Kaise Le | RupeeApp Loan App Review 2023

RupeeApp Loan App Se Loan Kaise Le | RupeeApp Loan App Review 2023

Please Share With Your FriendsRupeeApp Loan App ADVERTISEMENT Aaj ke is post mein hum aapko …

ADVERTISEMENT

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT