ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Monexo Loan App Se Loan Kaise Le | Monexo Loan App Review

Monexo Loan App Se Loan Kaise Le | Monexo Loan App Review

Please Share With Your Friends

Monexo Loan App

Hello Doston! Swagat Hai aapka hmari aaj ki Post Mein Jisme aaj hum Monexo App Ke baare mein. Monexo Ek Loan Pradan Krne Wali Application Hai. Jo aapko ghar par baithe baithe Loan pradan karwati hai. Aur aaj is post mein hum aapko btayenge ki aap Monexo App se kitne tak ka loan le sakte hai? Aapko Monexo App se loan lene par kitne % ke hisab se interest rate lgaya jata hai? Monexo App se Loan ke liye aavedan kaise kare? Ye sab aj ki is post mein hum apako btayenge.

Also Read -: Salary Now Loan App Se Loan Kaise Le | Salary Now Loan App Review

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Monexo Loan App Loan Amount

Also Read -: Indiabulls Home Loan Se Loan Kaise Le? Review , Eligibility

ADVERTISEMENT

Monexo Loan App Loan Amount

Doston Monexo Loan App se aap loan Lena chahte Hain to aap kam se kam 3,000 rupaye Tak ka loan le sakte hain. adhik se adhik loan ki baat karen to Monexo Loan App se aap adhik se adhik 1,00,000 ka loan le sakte hain.

Also Read -: HDFC Bank Business Loan Online Apply Kaise ? Review

Monexo Loan App Interest Rate

Doston Monexo Loan App se aapko 18% ka interest rate lgaya jata hai. Aur wahi aapko saal ka 36% ka byaj dekhne ko mil jata hai. Ye Interest Rate apako ek mahine se lgaya jata hai.

Also Read -: Amazon Pay ICICI Bank Credit Card Apply Online | Fees & Charges

To doston Monexo Loan App se aapko Kitna interest rate lagaya jaega iske bare mein aap ko pata lag Gaya hai ab ham baat kar lete hain Monexo Loan App aapko jo loan milega weh loan aap ko kitne samay ke liye Diya jaega yani aapko tenure rate Kitna dekhne Ko milta hai.

Also Read -: Axis Bank Gold Loan Apply Online | Axis Bank Gold Loan Interest Rate

Monexo Loan App Tenure Rate

Monexo application ke dwara apako kam se kam 3 mahine ke liye loan mil sakta hai. Aur wahi aapko adhik se adhik 12 mahine ke liye loan mil jata hai.

Also Read -: Kissht Loan App Se Loan Kaise Le ? Kissht Loan App Interest Rate

ab ham baat kar lete hain doston Monexo Loan App se loan lene ke liye aapko kaun kaun se document ki jarurat padegi.

Also Read -: Loan Bro Loan App Se Loan Kaise Le ? Loan Bro Loan App Review

Monexo Loan App Documents

  • Sabse pahle to doston aapko Aadhar card ki jarurat hogi Aadhar card ki sahayata se yah company aapki pahchan sunishchit kar legi aapka naam kya hai aap ki date off birth kya hai.
  • Dusre number per aapko doston PAN card ki jarurat padegi PAN card ki ki sahayata se yah company aap ki Jodi aur niche jankariyan ke bare mein pata karenge ki aap Jo bhi jankari is application mein bharenge loan lene ke liye web sahi hai ya galat.
  • Aapko apni pichhle 6 mahine ki bank statement kaise karni hogi.

Also Read -: Pocketly Loan App Apply Online | Eligibility , Interest Rate !

Monexo Loan App Eligibility Criteria

  • Agar Aap College ke students hai.
  1. Aapke paas koi bhi income proof na bhi ho to chalega.
  2. Aapke Paas PAN Card/ Voter Card/ Driving License hone chahiye.
  3. Aapke paas KYC ke liye aadhar card hona chahiye.
  4. Agar aap college studnet hai to aapke paas ek College ID Card hona chahiye.
  • Agar Aap Salaried Individuals hai.
  1. Aapka Maasik vetan kam se kam 15,000 ka hona chahiye.
  2. Aapki Salary Aapke Bank Mein Credit honi chahiye.
  3. Aapke paas latest salary slip honi chahiye.
  4. Aapke paas PAN Card hona chahiye.
  5. Aapke paas KYC ke liye Aadhar Card hona chahiye.

Also Read -: PayMe India Loan App Se Loan Kaise Le ? PayMe India Loan App Review

Monexo Loan App Se Loan Kaise Le

Also Read -: IDFC Bank Home Loan Apply Online | IDFC Bank Home Loan Review

Monexo Loan App Se Loan Kaise Le?

  • Monexo Loan App ko playstore se download karen.
  • OTP ke sath login karna hoga.
  • Aapko basic information fill karni hogi & aapko PaySlip/ College ID/ Employee ID upload karna hoga.
  • Aapko apni loan ki eligibility check karni hogi.
  • Aapko loan amount aur loan tenure choose karna hoga, jinme aapko loan amount kam se kam 3,000 aur loan tenure 3 months ka hona hi chahiye.
  • Aapko ENACH & eKYC/ Video KYC ko complete karni hogi.
  • Fir aapko loan ki rashi 24 hours ke adnar , application complete hone par aapke bank khate mein transfer kardi jayegi.

Also Read -: Canara Bank Home Loan Se Loan Kaise Le | Interest Rate | Tenure Rate

To aaj ki is post mein itna hi, agar to aapko hamari ye post achhi lgi to hamin jarur btana, aur sath hi sath mein agar apaka koi swal ho to wo bhi niche comments mein puchiyega. To bss milte hai next post mein

Also Read -: Union Bank Home Loan Ke Liye Apply Kaise Kare | Interest Rate


Please Share With Your Friends

ADVERTISEMENT

About PhoneKaLoan Admin

Namaskar Dosto Mera Naam G.B hai mei ek YouTuber, Entrepreneur, Digital Marketer Aur Influencer Ap Sabhi Ka Bohut Bohut Swagat Hai Humari Blog Par "Phonekaloan.in" Mei Yahan Par Instant Online Loan, Home Loan, Personal Loan, Credit Card Loan, Education Loan, Gold Loan, Business Loan, Bike Loan, Car Loan, Home Loan, Aadhar Card Loan App & Pan Card Loan App Related ke post main har roz deta hu । agar apko humari post pasand aiye toh jarur Subscribe kijiyega .

Check Also

Early Salary Loan App Se Loan Kaise Le | Early Salary Loan App Review 2023

Early Salary Loan App Se Loan Kaise Le | Early Salary Loan App Review 2023

Please Share With Your FriendsEarly Salary Loan App ADVERTISEMENT Early Salary Loan App ek aisa …

RupeeApp Loan App Se Loan Kaise Le | RupeeApp Loan App Review 2023

RupeeApp Loan App Se Loan Kaise Le | RupeeApp Loan App Review 2023

Please Share With Your FriendsRupeeApp Loan App ADVERTISEMENT Aaj ke is post mein hum aapko …

ADVERTISEMENT

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

x