Table of Contents
Navi Loan App
Navi Loan App mein aapko loan insurance and funds ka option bhi dekhne Ko mil Gaya hai yani aap mutual funds mein bhi investment kar sakte hain.
Vaise bhi aapko Navi application mein do tarah ke loan dekhne Ko mil jaate Hain pahla and second aapko home loan dekhne Ko milta hai.
Navi application mein aapko health insurance bhi dekhne Ko mil jaati hai jo aapko ek crore Tak ka cover de sakta hai.
Aapko Navi Loan App se loan kaise lena hai? Kitna Loan Mil sakta hai? Kitne Tenure Rate par loan milta hai? Ye sarti information aaj hum aako denge. to post ko akahir tak jarur padhe.
ADVERTISEMENT
Navi Loan App Se Loan Kaise Le?
- Sabse pahle aapane Navi application ko Play Store se download karna hai download kar lene ke bad aapane isko open karna hai.
- Sabse pahle apna mobile number dalna hai aur fir OTP bhar ke verify kar dena
- Iske bad aapke samne teen prakar ke vikalp a jaenge sabse pahla agar aapko personal loan chahie to aap personal loan per click karenge second agar aapko home loan chahie to aap home loan wale option per click kar sakte hain.
- Agar aapko personal loan chahie to vahan per aapko upar dekhne ko milega ki aapko 500000 Tak ka loan 36 mahine ke liye mil sakta hai. Aur uske niche aapko apply ka option dekhne ko milega.
- Apply per click karne ke bad aapane niche diye Gaye steps ko follow karna hai.
- Sabse pahle aapane apna naam bharna hai. Aapane apna Naam PAN card ke according bharna hai.
- Iske bad Apne apna marital status bharna hai. Agar aap married hai ya single hai to aap bhi bhar sakte hain.
- Iske bad aapane next per click karna hai.
- Ab aapane apni employment type ko select karna hai aur aapane monthly income ko bhar dena
- Iske bad aapane apni work information bharni hai ki aap kis jagah kam karte Hain.
- Aapane loan ka purpose bhi bharna hai ki aap loan kis liye Lena chahte Hain. Aur vahi aapko apni education qualification bhi bharni hai ki aap Kitna padhe Hain.
- Ab aapane apna PAN Card dalna hai aur date off birth and aapane pin code bhar dena
- Aur fir agar aap loan ke liye eligible honge to aapko yah loan aapke Bank khate mein aapki Bank information lene ke bad dal Diya jaega.
ALSO READ -: Avail Finance Loan App Se Loan Kaise Le| Review & Interest Rate|
ADVERTISEMENT
Navi Loan App Documents
Application se loan lene ke liye aapke pass niche diye Gaye dastavej hone chahie.
- Sabse pahle aapke pass Aadhar Card hona chahie.
- Dusre number per aapko PAN card ki jarurat hogi.
- Aur aapane ek baat ka aur bhi Dhyan rakhna hai ki aap jis mobile number ka istemal karenge vah mobile number aapke Aadhar card ke sath link hona chahie.
ALSO READ -: Flipkart Axis Bank Credit Card कैसे ले | Benefits, Rewards & Apply Online
Navi Loan App Interest Rate
Aapko 9.9% se 45% ka Interest Rate Lgaya jata hai.
Navi Loan App Loan Amount
Is application se aap ₹ 5,000 se ₹20,00,000 ka loan le sakte hai.
ALSO READ -: Citi Rewards Credit Card Kaise Le | Fees & Charges , Benefits |
Navi Loan App Elgibility Criteria
- Aap Indian Resident Hone Chahiye.
- Aapki age 18-60 honi chahiye.
- Aapke paas fixed source if income hona chahiye.
ALSO READ -: Indian Credit Loan App Review | Fake Or Real | Full Detail in Hindi |
Navi Loan App Tenure Rate
Navi Loan App Se aap 3 se 72 mahine tak ke liye loan mil sakta hai.
ALSO READ -: Samsung Finance+ App Se Personal Loan Kaise Milta Hai? Samsung Finance+ App Full Details |
Navi Loan App Customer Care
Email us at: help@navi.com
ALSO READ -: Paisa Home Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate | Review |
Disclaimer
Navi loan application se loan lene ke liye aapko kuchh baton ka Dhyan rakhna hoga jaise ki , application mein aapki application reject bhi ho sakti hai jiske mukhya Karan hoga eligibility, pin code & employment reason. Pin code ka mukhya reason yah ho sakta hai ki aap use Shahar mein rahte Hain Jahan per yah company loan provide nahin karti hai.
ALSO READ -: Stashfin Loan App Se Loan Kaise Le | Stashfin App Fake Or Real |