Table of Contents
SBI Bank Personal Loan
Namaskar doston swagat hai, aapka hamari Aaj ki ek aur post mein jismein Aaj ham aapko batane Wale Hain ki ab kis tarah se SBI bank se personal loan le sakte hain? doston humne hamari website mein bahut prakar ke alag alag companiyon ke bare mein aapko jankari pradan Karen hui hai ki aap kis tarah se Ghar per baithe baithe personal loan prapt kar sakte hain usi tarah Aaj ham aapke liye ek aur post leke aaye Hain kis mein Aaj ham aapko SBI Bank Personal Loan ke bare mein jankari denge. aaj ki is post mein ham aapko bataenge ki aap kis tarah se SBI Bank Personal Loan ke liye apply kar sakte hain. Aap agar SBI bank se personal loan Lena chahte Hain to aapko kaun kaun se document ki jarurat padegi aapko kaun kaun si eligibility criteria ko pura karna hoga aur yadi aap loan Lena chahte Hain to use per aapko Kitna interest rate lagaya jaega. Yah sari jankari aaj ki is post mein ham aapko pradan karenge. to doston aap se nivedan hai aap hamari is post ko and Tak pade aur agar aapko aur bhi Anya kisi company ki jankari chahie to aap hamen niche comments main poochh sakte hain ham unka jawab vahin per hi denge kya fir aapke liye ek alag se aur artical likh denge. to chaliye doston time ko West nahin karte hain aur sabse pahle Jaan lete hain aapko SBI bank se kitne Tak ka personal loan mil sakta hai.
SBI Bank Personal Loan Loan Amount
SBI se aapko kam se kam 25000 rupay ka personal loan mil sakta hai aur maximum aapko yahan se 5 lakh Tak ka loan mil jaega.
Also Read -: HDFC Bank Personal Loan Kaise Le | HDFC Bank Personal Loan Interest Rate | HDFC Bank Personal Loan Review
SBI Bank Personal Loan Interest Rate
ADVERTISEMENT
SBI se personal loan Lene per aapko 8.50% se interest rate lagaya jaega aur yah samay ke sath sath upar niche hota rahata hai.
ADVERTISEMENT
SBI Bank Personal Loan Tenure Rate
Aapko SBI bank se personal loan Lene par 5 sal Tak ka samay mil sakta hai yani 7 mahine aapko loan wapas karne ke liye mil jaate Hain.
Also Read -: Lend U Loan App Se Loan Kaise Le | Lend U Loan App Interest Rate | Lend U Loan App Review
SBI Bank Personal Loan Features
- Aapko yahan per koi processing fees nahin dekhne milati
- Aapko yahan per kisi bhi prakar ki foreclosure charges nahin dekhne ko milte Hain.
- Yahan per salarid non-salaried aur pensioners Ko bhi loan mil sakta hai.
Also Read -: Google Pay Se Loan Kaise Le Sakte Hain ? Google Pay Loan Apply Online
SBI Bank Personal Loan Eligibility Criteria
- Sabse pahle to aap Bharat ke nagrik hone chahie. Aapki umra 76 sal se kam honi chahie.
- Aapki minimum gross income 50000 Piya hone chahie.
- Aapka salary account SBI Bank mein hona chahie.
Also Read -: Cashpost loan App Se Kaise Liya Jata Hai Loan– CashPost Loan App : CashPost Loan App Review
SBI Bank Personal Loan Documents Required
- aapke pass koi identity proof hona chahie jiske liye aap apna passport voter ID card ya fir driving licence istemal kar sakte hain ine ke alava aap apna Aadhar card bhi istemal kar sakte hain.
- Aapke pass latest salary slip honi chahie.
- aur aapke pass ek address proof bhi hona chahie kiske liye aap apna Aadhar card, pan card , driving licence istemal kar sakte hain.
SBI Bank Personal Loan Kaise Le
SBI bank se personal loan lene ke liye aapke pass doston do vikalp hote Hain. yah to aap SBI Bank ki branch mein jakar loan ke liye aavedan kar dijiye. Ya fir aap SBI Bank ki website per jakar bhi loan ke liye aavedan kar sakte hain.bus aapane vahan per jakar Apne dastavej on ko upload karna hota hai aur apni basic information ko fill karna hota hai. Uske bad aapko paint karamChari khud hi phone kar denge.aur doston is tarah se yadi aap loan ke liye eligible hote hain to aapko loan aap ke bank khate mein kuchh samay ke beta bheja pradan kar diya jaega.
Also Read -: Smart Coin Instant Personal Loan App : Smart Coin Loan Kaise Le – Smart Coin Loan Review
To doston is tarah se aap SBI bank se personal loan le sakte hain. agar to aapko hamari jankari acchi lagi hai to hamari is post ko Apne doston ko share Karen aur aise hi hamari post ko padhte rahe aur aapane Karen post ko yahin Tak pada hai to apna kimti samay dene ke liye bahut bahut dhanyavad…