ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Airtel Axis Credit Card Apply Online | Benefits | Apply Online |

Airtel Axis Credit Card Apply Online | Benefits | Apply Online |

Please Share With Your Friends

ADVERTISEMENT

Airtel Axis Credit Card kya hai Airtel Axis Credit Card apply kaise kar sakte hain Airtel Axis Credit Card benefits kya hai Airtel Axis Credit Card mein kaun-kaun se charges dekhne ko milte Hain. Agar aap ine sab mein se kuchh bhi Janna chahte ho Airtel Axis Credit Card ke bare mein jankari prapt karna chahte ho to aap bilkul sahi jagah per ho aap hamari is post ko aakhir Tak padh Lena kyunki aaj ke is post mein ham aapko is Card ke bare mein hi jankari Dene Wale Hain.

 

Airtel Axis Credit Card Kya Hai ?

Sabse pahle to Jaise aapko Naam se hi pata lag Gaya hai ki yah ek cricket Card hai jismein Airtel aur Axis Bank ke dwara association Kari gai hai. Is card ko mukhya roop se cashback dene wala card bhi Bulaya ja sakta hai kyunki yahan per aapko bahut sare cashback dekhne Ko mil jaate Hain aapko 25% Tak ka cashback bhi mil sakta hai. To sabse pahle ham jankari prapt kar lete hain ki Airtel Axis Credit Card ke liye apply kaise karna hai.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Airtel Axis Credit Card Apply?

ADVERTISEMENT

Airtel Axis Credit Card Apply?

  • Agar aap yah card ke liye apply karna chahte hain to sabse pahle aapko Airtel thanks application ko Play Store se download karke install karna hoga.
  • Fir aapko is application mein sign up karna hoga.
  • Aapko yahan per ek shop naam ka option dekhne ko milega jismein aapko select karna hai.
  • Vahan per aap jab niche scroll karenge to aapko ek financial service wala option dekhne ko milega jiske under aapko credit card milega.
  • Aapko bhi credit card ka apply na karne ka vikalp dekh bhi sakta hai nahin bhi dekh sakta hai agar aapko apply na karne ka vikalp dekhta hai to aap use card ko lene ke liye eligible hai aur aap use card ke liye aavedan kar sakte hain.
  • Fir aapane vahan per line ok Pathak per click karke uske liye apply karna hai jismein aapko apni basic information bhar deni hai.
  • Iske bad aapko apni work details kar deni hai jismein aapko Apne PAN number employment type aap Kitna vetan mahine mein kamate hain aur apni email id bhar ke aage next per click karna hai.
  • Iske bad aapko apni kuchh adress details bharni hai Jahan per yah card aapko deliver kara jaega.
  • Ant mein aapko KYC karni hai aur fir aapko yah credit card aapke diye Gaye adress per pahuncha Diya jaega.

Airtel Axis Credit Card Benefits

Airtel Axis Credit Card Benefits

  • Sabse pahle to aapko yahan per direct cash back dekhne Ko mil jaate Hain jaise ki agar aap bhi Airtel bill ya recharges karte Hain to un per aapko 25% Tak ka cashback dekhne Ko mil jaega.
  • Agar aap swiggy ya  Zomato se order karte Hain to vahan per aapko 10% Tak ka cashback milega.
  • Agar aap Airtel thanks app mein koi bhi payment karte Hain to vahan per bhi aapko 10% Tak ka cashback milega aur aapko Anya kisi bhi purchase per 1% ka unlimited cashback dekhne Ko mil jata hai.
  • Yahan per aapko welcome gift bhi dekhne Ko milta hai jo ki aapko ₹500 ka Amazon gift card milega.
  • Aapko salana yani sal ka 4 bar complementary airport launch Axis Bank milta hai.
  • Aapko ek percent ka fuel sar charge waver bhi dekhne Ko mil jata hai.
  • Aapko 4-4 se jyada restaurant mein 20% ka off dekhne ko mil jata hai.

 

Airtel Axis Credit Card Fees & Charges

ADVERTISEMENT

Airtel Axis Credit Card Fees & Charges

Aapko yahan per ₹500 ki joining fees aur ₹500 ki annual fees bhi dekhne ko milati hai jo ki aapko maaf kar diya hai ki agar aap salana do lakh rupya kharch kar dete Hain.

 

Airtel Axis Credit Card Review

Agar aap yah card prapt karna chahte hain to ham aapko Bata Den is card mein vaise to bahut sare cashback dekhne ko milte Hain lekin use cashback mein bahut sare limitations bhi hai jaise ki aapko agar 25% ka cashback Diya jaega to vah aap ₹300 tak Rashi per avail kar sakte hain. Vaise to yah ek entry level credit Card hai to aap isko le sakte hain agar aap pahli bar credit card Lena chahte Hain.

 

To doston bus aaj ki hamaari is post mein itna hi. Agar to aap hamari website mein diye gaye aur bhi credit card ke bare mein Janna chahte Hain to aap niche diye Gaye artical ko padh sakte hain.

RBL Bank Popcorn Credit Card Se Loan Kaise Le | Interest Rate |

SBI Cashback Credit Card | SBI Cashback Credit Card Review

Amazon Pay ICICI Bank Credit Card Apply Online | Fees & Charges

IRCTC SBI PLATINUM CREDIT CARD BENEFITS – Apply Online

IRCTC SBI Card Kaise Banaye : IRCTC SBI Card How To Apply


Please Share With Your Friends

ADVERTISEMENT

About PhoneKaLoan Admin

Namaskar Dosto Mera Naam G.B hai mei ek YouTuber, Entrepreneur, Digital Marketer Aur Influencer Ap Sabhi Ka Bohut Bohut Swagat Hai Humari Blog Par "Phonekaloan.in" Mei Yahan Par Instant Online Loan, Home Loan, Personal Loan, Credit Card Loan, Education Loan, Gold Loan, Business Loan, Bike Loan, Car Loan, Home Loan, Aadhar Card Loan App & Pan Card Loan App Related ke post main har roz deta hu । agar apko humari post pasand aiye toh jarur Subscribe kijiyega .

Check Also

RBL Bank Popcorn Credit Card Se Loan Kaise Le | Interest Rate |

RBL Bank Popcorn Credit Card Se Loan Kaise Le | Interest Rate |

Please Share With Your FriendsRBL Bank Popcorn Credit Card ADVERTISEMENT Namaskar doston swagat hai aapka …

SBI Cashback Credit Card Loan | SBI Cashback Credit Card Review

SBI Cashback Credit Card | SBI Cashback Credit Card Review

Please Share With Your FriendsSBI Cashback Credit Card ADVERTISEMENT Namaskar doston swagat hai aapka hamari …

ADVERTISEMENT

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT