Table of Contents
Indiabulls Home Loan
Doston har ek vyakti ka sapna hota hai ki uska ek apna ghar ho. Lekin jaise ki aapko bhi pta hai ki , aaj ke samay mein logon ka ghar ka guzara hi bahut mushkil se ho pata hai ,aise mein kisi vyakti ka apna Ghar hona bahut hi mushkil baat hoti hai. Koi bhi vyakti Ghar le To sakta hai lekin kar lene ke liye uske pass bahut sara Paisa hona chahie jo ki adhikansh vyaktiyon ke liye sambhav nahin hota hai. Aise mein agar vah vyakti kuchh samay ke liye ya fir kuchh sal ke liye paise bachata hai To vah yah Ghar le sakta hai. Lekin usko ine paise bachane ke liye bahut sal lag sakte hain to aise mein koi vyakti home loan ki sahayata lekar apna Ghar Lene ka Sapna pura kar sakta hai. Aapko pata hi hai aaj ham aapko indiabulls home loan ke bare mein batane Wale Hain. Indiabulls home loan se aapko kitne Tak ka loan mil sakta hai aapko loan per kitne pratishat ke hisab se interest rate charge Kiya jata hai? Aapko loan kitne samay ke liye milta hai? Aap agar loan lete hain to use loan per aapko kaun kaun se benefits dekhne ko milte Hain?
Also Read -: Bank Of Baroda Gold Loan Kaise Le ? Apply Online , Interest Rate
Indiabulls Home Loan Benefits
- Aapko 6.5% ka interest rate lgaya jata hai.
- Aapko 30 saal tak ka loan mil sakta hai.
- Aapko loan lene ke liye simple documents ki jarurat padti hai.
- Yhan par kisi prakar ke pre payment charges nhi lgaye jate hai.
Indiabulls Home Loan Loan Amount
Aapko Indiabulls Home Loan se 12 lakh tak ka loan mil sakta hai.
ADVERTISEMENT
Indiabulls Home Loan Interest Rate
Indiabulls Home Loan se aapko kam se kam 3% aur jyada se jyada 6.5% ka interest rate lgaya jata hai.
ADVERTISEMENT
Indiabulls Home Loan Tenure Rate
Indiabulls Home Loan se 30 saal ka tenure rate dekhne ko mil jata hai.
Indiabulls Home Loan Documents
Aapko mainly PAN card & aadhar card ki jarurat hoti hai.
Agar aap khin par plot khridna chahte hai, to aapko us plot ke related documents ki need padegi.
Also Read -: Safety Loan App Loan Apply | Safety Loan App Interest Rate , Apply Online
Indiabulls Home Loan Eligibility
- Aap Indian Resident Hone Chahiye.
- Aapki age 18 Years ki hone chahiye.
Indiabulls Home Loan Se Home Kaise Le?
- Sabse Pehle aapko inki Application ko playstore se download kar lena hai.
- Then apako us application mein Signup kr lena hai.
- Fir apni need ke according aapne loan ki amount bhar deni hai.
- Aapne fir OTP bhrna hai.
- Agar aap loan ke liye eligibile hote hai, to aapko loan mil jayega.
Also Read -: Hello Rupee Loan App Se Loan Kaise Le | Apply Online , Interest Rate